Really emotional and inspiring urdu naat recited by Awais Raza Qadri

Kab gunaho se kinara mai karunga yaa Rab
Nek kab aey mere Allah banuga yaa Rab

Gar tere pyaaare ka jalwa na raha peshe nazar
Sakhtiyaa najat ki kyu kar mai sahunga yaa Rab

Haaye maamuli se garmi bhi sahi jaati nahi
Garmi hashr mai phir kaise sahunga yaa Rab

Afwa kar aur sada ke liye raazi ho ja
Gar karam karde toh jannat me rahunga yaa Rab

Kaash har saal Madine hi bahare dekhu
Sabz Gumbad ka bhi didaar karunga yaa Rab

Ijn se tere sare hashr kahe kaash Huzuur
Saath Attar ko jannat me rakhuga yaa Rab